vacancy kaise dekhein: aarmy, police, BSF, ki vaikency kaise dekhe bank, post office, ke liye bharti start kab se hai, nayi –nayi, vaikency kaise surch kare, kendra shashan niyukti kon si hai, yah kaise jane, rajya shashan ki niyuktiya kab or kaise nikalti hai,
Vacancy kaise dekhein |
vacancy kaise dekhein: aaj desh ke student padhane ke liye, na jane apne ghar se kitni dur jate hai, unko noukari ke liye, jab aavedan karna hota hai, tab ve aavedhan to karte hai, lekin unhe sarkar ki di jane wali is sarkari noukari ke bare me kuchh bhi jankari nahi hoti hai, kya aap jante hai,ki sarkari noukari kya hoti hai, yadi aap jante hai, to achchhi bat hai, lekin me aapko bata du ki yadi aapko pata nahi hai, ki sarkari noukari kya hoti hai, hum aapko is blog me sarkari noukari se judi hui wo sari jankari jo ek student ke liye jaroori hoti hai, aapko hum bateyeng , yadi aapko chahiye ki sarkari noukari ke bare me aap puri tarah se jankari prapt karna chahe to aap humare is blog ko pura jaroor padhe jisase ki aapko sarkari noukari ke bare me sari jankari prapt ho sake,
1. Sarkari noukari kise kahte hai
aapne apne kshetra me dekha hoga ki koi post office, ke karmachari hote hai, to koi pulice ke karmachari hote hai, aapko pata hai, ki ye karmachariyo ko salary kon deta hai, isako shashan paise deti hai, or inse apne apne kary or yogyatao se jude hue pad ke anushar shashan inako paise deti hai, sarkari noakari karne ke liye, sarkari noukari se aashay usase liya ja sakta hai, jisake vaitan or kuchh bhatto ka bhugatan sarkar karti hai, or sarkar ke nirdesho ke anushar unko jis post par niyukta kiya jata hai, wah vyakti wahi kary karta hai, aaj ke is samay me jaha berojgari bahoot jyada hai, usase andaja lagaya ja sakta hai, ki sarkari noukari ke liye kitana jyada compition hai,
- Niyukti patra kya hota hai - yadi aap sarkari noukari ki teyari kar rahe hai, to aapko niyukti patra ke bare me pata hoga, lekin kuchh logo ko niyukti patra ke bare me nahi pata hota hai, to um logo ke liye hum batana chahte hai, ki niyukti patra ek sarkar ke dyara diya jane wala ek joining lettar patra hota hai,
- niyukti patra kise diya jata hai – wah vyakti jo apni intrance exam qaullify karta hai, or sath hi sarkari noukari ke liye, liye jane wale kuchh test ko bhi Qaullify karta hai, to us vyakti ki joining ke liye, ek niyukti patra diya jata hai, is niyukti patra me jis post par aapko joining kiya gaya hai, us post ke liye, aapko aapka joining stan or aapko us post par karyarat karne ke liye, di jane wali vaitan or kuchh suvidhao ke bare me aapko is latter me diya huaa rahta hai,
- rajya shashan niyukti kise kahte hai – jab koi bharti nikalti hai, to usame yah diya jata hai, ki wo bharti rajya shashan se hai, ya kendra shashan se hai, is rajya shashan me hone wali bhartiyo ki exam aapke rajya me hoti hai, or yadi aapko kendre shashan ke dyara li jane wali exam hoti hai, wah kendra leval pat hoti hai, lekin sarkar ne student ko exam dene ke liye, pareshani na ho isake liye, wah exam sentar kabhi –kabhi aapke kisi najadiki jile me hi exam ho jati hai, jab aako chayanit karke niyukti patra diya jata hai, tab us patra me likha, huaa rahata hai, ki yah niyukti rajya shashan ki hai, ya kendrashan ki, rajya leval par hone wali parikshao ki niyukti rajya shashan niyukti kahlati hai, jabki kendra leval par hone pariksho ki niyukti kendra shashan niyukti kahlati hai,
2. vacancy kaise dekhein
aaj ke is samay me bahoot sare yuaa bharti dekhane ke liye, pareshan hote rahte hai, unako pata nahi hota hai ki ek sahi vaikency kis tarah se dekhi ja sakti hai, aaj hum un yuvao ke bare me batane wale hai, jisko pata nahi hai, ki wo kis tarah se nayi nayi vaikency dekha sakte hai, vaise to bahoot sare platform hai, vaikency dekhane ke liye, lekin aapko hum kuchh aise app or site ke bare me batayenge jisako use karke aap har din ki nayi nayi vaikency dekh sakte hai,
ye kuchh aise site hai, jis par jakar koi bhi vyakti sarkari noukari ki vaikency dekh sakte hai, or apne sapno ko pura karna chahe wo kar sakte hai,
defance ki vaikency kaise hoti hai – defance me yadi vaikancy hai, to aapko bata de ki isame vaikecy suraksha ko lekar hoti hai, jaise ki aarmy, BSF, police, or rakshak ke jaise vaikency jisme ki fijikali trening di jati hai, wo vaikency defance ke andar aati hai,
3. sarkari noukari ki teyari kaise kare
sarkari noukari ke liye, aaj student ke liye ek alag hi junoon hota hai, wahi agar dekha jaye to kuchh aise bhi student hai, jinko ki teyari karte hue lagabhag 3-4 ho chuke hai, lekin unaki sarkari job abhi tak nahi lag payi hai, unake liye hum yah kahna chahenge ki unako hamare kahe anushar teyari karna chahiye, aapko itani teyari karna hai, jitani ki kisi ne bhi na ki ho teyari aapki aise honi chahiye, jo aapse koi bhi Qastion yadi puchhe to usaka aap satic se jawab de sake, aapki ruchi yadi you tube se padhai karne ki hai, to aap you tube ke madyam se bhi padhai kar sakte hai, ya fir aap chahe to aap couching se bhi apni padhai kar sakte hai,
4. conclusion
aaj ke is blog vacancy kaise dekhein me hamne aapko bataya ki aap kis tarah se vacancy dekha sakte hai, sath hi hamne aapko bahoot sari jankari niyukti patra se sambandhit di hai,
Vacancy kaise dekhein
aasha karta hu ki aapko aaj ka hamara yah blog vacancy kaise dekhein pasand aaya hoga, sath hi mujhe ummed hai ki aap apne jarooratmando ko hamara yah blog jaroor share karenge, Vacancy kaise dekhein is blog mein aapko vacancy kaise dekhein , is baare mein jankari mili hogi.
Comments
Post a Comment