sarkari department me kyo jaroorat hoti hai, aay praman patra ki kya sabhi ko aay praman patra banvana jaroori hai, bina aay praman patra ke hum kai sarkari vibhag me noukari nahi kar sakte kya, aayiye hum aapko batate hai, ki aay praman patra ki jaroorat kyo hai,
aayiye dosto hum aapko batate hai, ki aay praman patra kyo jaroori hota hai, sarkari karyo ko karne ke liye sarkar ke dyara banaya gaya yah praman patra kyo hai jaroori, aayiye hum aapko is blog me aapko batate hai, yadi aap bhi aay praman patra banvana chahate hai, or kisi karan se aaj tak aapne aay praman patra nahi banvaya hai, to hum aapko aay praman patra banvane se lekar aapko aay praman patra ki sari jankari aapko is blog me batane wale hai, aapse hamara yah nivedan hai, ki aap humare is blog ko pura jaroor pade jisase ki aapko aay praman patra se sambandhit sari jankari prapt ho sake,
1. aay praman patra kya hai
aaj bhi kuchh log aise hai, jinako ki yahi nahi pata hota hai, ki aay praman patra kya hota hai, kya aapko pata hai, ki aay praman patra kya hai, yadi aapko pata hai, to achchhi bat hai, lekin yadi aapko nahi pata ki aay praman patra kya hota hai, to hum aapko batate hai, ki aay praman patra kya hota hai, sarkari vibhago me hume apna koi bhi kam karvana hota hai, ya hamari sarkari karyalayo me job lagati hai, to humse aay praman patra liye jata hai, is praman patra se sarkar ko aapka ricord maloom hota hai, ki aapki annual income kitani hai, sarkari vibhago me manga jane wala praman patra hi aay praman patra hota hai, jiske andar sarkar ki muhar lagi hui hoti hai, or sath hi jaha se wah aapka aay praman patra bana hai, waha ke adhikari ki sill lagi hui hoti hai, aapki varshiki income ka pura record sarkar ke pash hona chahiye, isaliye shashan aay praman patra banvane ke liye kahti hai,
2. aay praman patra kaise banvay
jab kisi student ko kahi par koi company ya kisi sarkari vibhag me kuchh kam ke liye aay praman patra ki jaroorat hoti to aise me us student ko pata nahi hota hai, ki aay praman patra hum kaha se banwa sakte hai,
aap aay praman patra online ya ofline dono hi tarike se banawa sakte hai,
- aapko hum bata dete hai, ki ofline aay praman patra banvane ke liye aapko apni tehsill me jakar sampark karna chahiye.
- tehsill me jakar aay praman patra ko banwana ja sakta hai, aay praman patra me tehsilldar ke hastakshar hote hai.
- yadi aapke yaha par koi online hai, or aap apna aay praman patra banvana chahate hai, to aap online par jankar bhi puchha sakte hai.
aayiye ab hum yah jante hai hum online aay praman patra kis tarah se banawa sakte hai,
- sabase pahle aapko aay praman patra banvane wali website par jana hoga, lekin yad rahe ki sabhi rajya ki site alag – alga hoti hai, aap yadi madya pradesh se hai, to aapko M.P. ki site par jana hai,
- site par jane ke bad aap apne rajya ka chayan kare.
- rajya ka chayan karne ke bad aap us form me di gayi jankari ko follo kare.
- is tarah se aap online aay praman patra banva sakte hai,
3. aay praman patra ke liye jaroori dastavege
aay praman patra banvane ke liye hame kuchh dastavege dene hote hai, jo is prakas se hai –
- Aadhar card
- Votar ID card
- Pan card
- Rashan card, bijali bill
- Driving laicense
- Agar aap kahi noukari karte hai, to sallary slip
- Janm praman patra
ye kuchh aise dastavage hote hai, jo ek aay praman patra banvane ke liye, jaroori hote hai,
4. aay praman patra kyo banaya jata hai
aap apna jo bhi kary karte hai, or jo aapko anual income us kam se prapt hoti hai, to us income ka pata sarkar ko hona jaroori hota hai, kyo ki shashan ko yah maloom hona chahiye ki aapki income kitani hai, sarkar ke pass aapka sara record is aay praman patra ki madat se hota hai, aay praman patra ko hum income sartificate kahte hai, student ko apne school college me jaroorat hoti hai, to kahi sarkari depatment me aay praman patra ki jaroorat hoti hai, to kahi par sarkari noukari me aay praman patra ki jaroorat hoti hai,
ye bhi padhein: Vakil kaise bane
5. aay praman patra ka navinikaran kaise karvaye
kya aapko pata hai, ki aapko har 3 sall ke bad apne aay praman patra ka navinikaran karvana hota hai, yadi aapko nahi pata to hum aapko bata de ki aay praman patra ki vaidhata ab sarkar ne 3 saal ki kar di hai, isaliliye aapko yadi aay praman patra navinikaran nahi huaa hai, to aap apni tehsill me jaye or aapke aay praman patra ko navinikaran jaroor karvale,
6. Jati praman patra kya hota hai
aapko apni jati ke bare me to pata hota hai, lekin jab aap kisi schooll, collage, hospital, ya koi company, sarkari department me aap kisi kam ke liye jate hai, to aapki jati aapse na puchhte huee ve aapse aapka jati praman patra mangate hai, is praman patra me aapka naam, aapke pita ka naam or aapka pura pata jaise information likhi hui hoti hai, isliye jati praman patra banvaye jate hai, or bhi bahoot sare kam ke liye jati praman patra jaroori hota hai, is praman patra se yah andaja lagaya ja sakta hai, ki aap kis jati ke hai,
7. conclusion
aapko samajha me aahi gaya hoga ki aay praman patra kya hota hai, or ise kaise banvaya ja sakta hai, sath hi humne aapko is blog me aay praman patra se judi hui sari jankari de di hai, aap unhe padhakar apna aay praman patra banva sakte hai, tatha sath hi aapko yadi aay praman patra se sambandhit koi samashya hai, to aap haume coment box me bata sakte hai,
aapko humara yah blog aay praman patra kaise banvaye bahoot pasnd aaya hoga, yadi aapko humara yah blog pasand aaya ho to aap apne dosto ko share kare, sath hi hume coment box me jaroor bataye,
Casinos in Malta - Filmfile Europe
ReplyDeleteFind the best poormansguidetocasinogambling Casinos jancasino in Malta including bonuses, games, games and the history of games. We cover casinosites.one all the main filmfileeurope.com reasons หาเงินออนไลน์ to visit Casinos in